By Dr. Ritu Sethi
Bharat Ayurved Health Centre
Ayurveda mein aahar ko hi aushadhi (Food as Medicine) mana gaya hai. Har bimari aur sharirik prakriti (Vata, Pitta, Kapha) ke anusar aahar ka chunav alag hota hai. Jab tak aahar sahi na ho, aushadhi bhi poora laabh nahi de pati.
Dr. Ritu Sethi (Bharat Ayurved Health Centre) ke margdarshan mein, yahan mukhya rogੋਂ aur sharirik sthitiyon ke anuroop Pathya (Kiya Jane Yogya Aahar) aur Apathya (Parhez / Tyajya Aahar) ki sampurna guide di gayi hai:
Pathya-Apathya Master Guide: Ayurvedic Diet | Dr. Ritu Sethi
📋 Complete Ayurvedic Pathya-Apathya Directory
1. Jwara (Fever / Bukhar)
- ❌ AVOID: Puraane khane ke pache bina dubara khana, fried/processed food, garishth aahar (sweets, urad, til, dudh, dahi, ghee, dry fruits, chana), sprouts, leafy vegetables, tarbooz, aachar, alcohol, vyayam, nahana, din mein sona, aur thandi hawa.
- ✅ PREFER: Vishram (rest), samay par halka khana, vegetable soup, khichdi, dalia, moong dal, masur dal, arhar dal, aur halki sabziyan (tori, parval, laoki, tinda, sahjan).
2. Rakta Pitta (Bleeding Disorders)
- ❌ AVOID: Viruddha ahara, urad, kulthi, til, muli, sahjan, baingan, ajinomoto, mustard, lahsun, mirch, sirka, dahi, khatta aur namkeen khana, gud, doodh ke sath khatti cheezein, aur atiyashram/dhup mein rehna.
- ✅ PREFER: Jau, gehu, chawal, puffed rice, madua, mung dal, masur dal, arhar dal, chana dal, moth, saunf, chaulai, petha, khajoor, amla, nariyal, anar, munakka, goat/buffalo ghee, aur chandan lep.
3. Prameha (Diabetes / Urinary Disorders)
- ❌ AVOID: Bar Bar khana, alcohol, tea, coffee, garishth aahar (dahi, doodh, meetha, gadda, petha, madhu, aam, kela, angoor, cheeku), packaged/fast food, peshab ka veg rokna, aur sedentary lifestyle.
- ✅ PREFER: Jau, gehu, puffed rice, kulthi, mung dal, arhar dal, chana dal, tori, parval, laoki, tinda, karela, chaach, lahsun, tarbooz, jamun, aur niyamit walk/vyayam.
4. Twak Vikara (Skin Diseases)
- ❌ AVOID: Snacking, aatyadhik khatta (citrus, pickles, sauces), namkeen, teekha (ginger, garlic, chillies), urad, til, muli, doodh, dahi, gud, machli, aur viruddha ahara (doodh ke sath namkeen/khatta, honey aur ghee barabar matra mein).
- ✅ PREFER: Puraana gehu, jau, moong dal, masur dal, arhar dal, tori, parval, laoki, aur tinda.
5. Sheeta Pitta (Urticaria / Allergic Rashes)
- ❌ AVOID: Doodh aur doodh ke utpad, ganna aur uske utpad, sea food, din mein sona, viruddha ahara, sun bath, oily khana, aur meetha-khatta bhojan.
- ✅ PREFER: Moong dal, kulthi, karela, sahjan, muli, amla, sarso ka tel, aur gunguna paani.
6. Manovaha Srotas (Mental Health & Stress)
- ❌ AVOID: Alcohol, viruddha ahara, basi khana (stale food), garishth bhojan, leafy vegetables, kunduru, karela, need/pyas/bookh ke vegon ko rokna, aur atiyadhik mansik/sharirik shram.
- ✅ PREFER: Lal chawal, gehu, jau, moong dal, parval, brahmi, sahjan, makoy, bathua, chaulai, petha, kathal, bijaura nimbu, kaeth, angoor, amla, doodh, makhan, aur shuddh ghee.
7. Agnimandya (Indigestion & Low Digestive Fire)
- ❌ AVOID: Adhoora pache khane par dubara khana, bewakt khana, oily aur viruddha ahara, urad, kulthi, til, rajma, non-veg, poi saag, aloo, jamun, tad, aam, zaroorat se zyada paani, bina ubala paani, doodh, aur vegon ko rokna.
- ✅ PREFER: Vamana/Virechana/Swedana, vyayam, halka khana, purane chawal/dalia ki khichdi, moong dal soup, bathua, mooli, lahsun, sahjan, parval, kakoda, karela, amla, anar, nimbu, hing, ajwain, methi, kali mirch, chaach, dahi, ghee, sarso tel, aur ubala hua paani.
8. Kshaya (Emaciation / Wasting)
- ❌ AVOID: Rukha/sukha khana, tarbooz, pan, kulthi, urad, lahsun, hing, kadwe/teekhe/kasaya padarth (kunduru, khekhsa, karela), viruddha ahara, rechana, vegon ka rokna, shram, aur rat jagna.
- ✅ PREFER: Puraana gehu, moong dal, chana, bakre ka doodh, makhan, ghee, sweet mangoes, amla, khajoor, kamal gatta, falsa, nariyal, tad, munakka, sahjan, parval, saunf, saindha namak, aachar, aur sangeet/dance activities.
9. Meda Roga (Obesity & Fat Disorders)
- ❌ AVOID: Oily, fried khana, sweets, gehu, doodh, dahi, butter, ghee, sugarcane products, beans, meethe phal (aam, kela, lichi, cheeku), packaged food, khane ke turant baad paani, din mein sona, aur aalasy-poorn jeevan.
- ✅ PREFER: Vyayam, kam sona, halka khana, jau, kodo, sawa, tinni, kangni, dhan ka lava, moong dal, masur, kulthi, arhar, chana dal, tori, parval, laoki, tinda, amla, sarso tel, chaach, aur khane se pehle gunguna paani.
10. Arsha (Piles)
- ❌ AVOID: Maida, besan, packaged/fried food, mal tyaag ya peshab ka veg rokna, dahi, aam, til, urad, sem phali, poi saag, aur sea food.
- ✅ PREFER: Jau, kulthi, parval, jimikand (yam), bathua, elaichi, doodh, ghee, chaach, sarso tel, aur amla.
11. Pandu Roga (Anemia / Low Hemoglobin)
- ❌ AVOID: Teekha, namkeen, garishth bhojan, urad, til, leafy vegetables, sem phali, hing, sarso, zaroorat se zyada paani, alcohol, tea, coffee, din mein sona, aspirin, aur vegon ko rokna.
- ✅ PREFER: Jau, gehu, moong dal, masur dal, arhar dal, chaulai, parval, petha, kunduru, aam, amla, anar, pyaz, lahsun, methi, jeera, talmakhana, chaach, makhan, aur lohe ke bartan mein khana banana.
12. Krimi (Intestinal Worms)
- ❌ AVOID: Viruddha ahara, garishth bhojan, meetha, khatta, ghee, dahi, doodh, leafy vegetables, urad, non-veg, aatyadhik taral padarth, aur din mein sona.
- ✅ PREFER: Kadwe, teekhe aur kasaya padarth, parval, lahsun, bathua, badi kateri, tori, laoki, tinda, hing, ajwain, kalonji, kali mirch, jambiri nimbu, tad, sarso tel, aur til tel.
13. Shwasa Kasa Hicca (Respiratory Disorders)
- ❌ AVOID: Fried, heavy, dry food, thandi cheezein, packaged/fast food, der raat khana, sweets, dahi, ghee, urad, bandh gobi, sarso, thandi hawa, dhool, aur dhuan.
- ✅ PREFER: Gunguna paani, gehu, jau, moong dal, kulthi, bathua, chaulai, parval, lahsun, elaichi, goat milk, aur goat ghee.
14. Ama Vata (Rheumatoid Arthritis)
- ❌ AVOID: Garishth bhojan, overeating, snacking, dahi, doodh, urad, gobhi, arbi, poi sag, machli, gud, aur processed fast food.
- ✅ PREFER: Halka aahar, purane chawal, kulthi, karela, parval, sahjan, chaach, adrak, lahsun, methi, aur gunguna paani.
15. Vata Vyadhi (Neurological & Vata Disorders)
- ❌ AVOID: Upwas (fasting), jau, chana, karela, gobhi, sem phali, matar, jamun, supari, thanda paani, tanav, thandi hawa, atishram, aur rat jagna.
- ✅ PREFER: Gehu, urad, kulthi, parval, sahjan, baingan, lahsun, anar, aam, falsa, ber, narangi, raisins, cow/buffalo/goat milk & ghee, nariyal pani, aur lukewarm water bath.
Ayurvedic Pathya Apathya Complete Guide
16. Amla Pitta (Acidity / Hyperacidity)
- ❌ AVOID: Viruddha ahara, meal skip karna, til, urad, kulthi, vegetable oil, fried food, baingan, sheep milk, khatta (dahi, citrus fruits, pickles), namkeen, teekha (hing, adrak, lahsun, mirch), tea, coffee, alcohol, smoking, pain killers, aur din mein sona.
- ✅ PREFER: Samay par bhojan, purana jau, gehu, bael, amla, anar, karela, tori, parval, laoki, tinda, aur thanda doodh.
17. Vata Rakta (Gout)
- ❌ AVOID: Ati-khatta, namkeen, teekha, oily khana, basi/fermented food (dahi, chaach, alcohol), dry & heavy food, sem phali, matar, tamatar, patta gobhi, phool gobhi, mushroom, kulthi, urad, upwas, snacking, din mein sona, rat jagna, aur vegon ko rokna.
- ✅ PREFER: Jau, gehu, moong dal, masur, moth, arhar, poi saag, bathua, karela, chaulai, parval, tori, tinda, laoki, aur cow/buffalo milk.
18. Visarpa (Herpes & Inflammatory Skin Conditions)
- ❌ AVOID: Garam, khatta, namkeen, teekha, oily khana, viruddha ahara, jau, leafy vegetables, lahsun, kulthi, urad, til, citrus fruits (anar aur amla ke alawa), alcohol, din mein sona, krodh, vyayam, dhup/hawa, aur vegon ko rokna.
- ✅ PREFER: Purane chawal, gehu, jau, kangni, moong dal, masur, chana dal, arhar, parval, tori, laoki, tinda, anar, amla, aur munakka.
19. Karshya (Underweight / Weight Gain)
- ❌ AVOID: Halka/sukha khana, kadwa/teekha/kasaya swad, kodo, sawa, tinni, kangni, jau, kulthi, arhar dal, sarso tel, yatra, stress, aur rat jagna.
- ✅ PREFER: Gehu, chawal, doodh, dahi, butter, ghee, sugarcane products, urad dal, oleation therapy (snehana), sweets, aur khane ke turant baad paani peena.
20. Shotha (Edema / Swelling)
- ❌ AVOID: Dooshit paani, vegon ka rokna, viruddha ahara, aniyamit khana, namak (salt), sukhi sabziyan/meat, marshy area meat, naye anj, gud, aur garishth bhojan.
- ✅ PREFER: Halka aahar, ubala hua khana, jau, kulthi, moong dal, karela, sahjan, mankand, kakoda, hurhur, baingan, mooli, parval, laoki, aur chaach.
21. Hypertension (High Blood Pressure)
- ❌ AVOID: Namak (salad/dahi par chhidakna), khatte phal, aachar, chana, besan, mirch, adrak, lahsun, butter, ghee, fatty substances, tea, coffee, alcohol, processed food, aur rat jagna.
- ✅ PREFER: Jau, gehu, jowar, moong dal, kulthi, sahjan, karela, laoki, shalgam, gajar, mooli, amla, kheera, angoor, anar, seb, ananas, cool milk, weight loss, early to bed/rise, brisk walk, aur anulom vilom.
22. Grahani (IBS / Digestive Disorders)
- ❌ AVOID: Frequent snacking, processed/fast food, basi khana, dry foods (bread, corn flakes, muesli, biscuits), tea, coffee, alcohol, urad, maida, besan, excess/cold water, rat jagna, vegon ka rokna, aur stress.
- ✅ PREFER: Taza aur garam khana (dalia), parval, laoki, tinda, tori, moong dal, masur, arhar, chaach, anar, dhania, sonth, aur paryapt neend.
23. Ashmari (Kidney Stones)
- ❌ AVOID: Vegon ka rokna, dry foods (biscuits, bread, muesli), viruddha ahara, mushroom, baingan, petha, kheera, tamatar, gobhi, palak, chaulai, kale angoor, amla, cheeku, aur coffee.
- ✅ PREFER: Jau, kulthi dal, masur dal, moong dal, broccoli, karela, gajar, papaya, kela, pineapple juice, nariyal pani, nimbu, aur makai resham chai (cornsilk tea).
24. Dhvaja Bhanga (Sexual Weakness / Dysfunction)
- ❌ AVOID: Garishth bhojan, khatte phal, aachar, namkeen, viruddha ahara, zaroorat se zyada paani, aur marshy animal meat.
- ✅ PREFER: Safai rakkhna, jau, gehu, chawal, puffed rice, moong dal, masur, arhar, chana dal, moth, chicken soup, ghee, aur doodh.
25. Hrida Roga (Heart Ailments)
- ❌ AVOID: Tambaku, smoking, alcohol, garam, oily, teekha, kasaya khana, sweets, naye chawal, basmati, maida (bread, noodles, pasta), urad, rajma, matar, aloo, shakar kandi, chukundar, bandh gobhi, non-veg (marshy/fish/pork), cold drinks, overeating, ovesleeping, sedentary lifestyle, stress, aur vegon ka rokna.
- ✅ PREFER: Jau, gehu, kodo, foxtail millet, ragi, jowar, sawa, arhar, kulthi (bitter/astringent veggies ke sath), parval, laoki, moth, chana, amla, kaeth, falsa, bael, orange, lemon, anar, aam, ber, flax seed oil, sarso tel, haldi doodh, makkhan, haldi, kali mirch, dalchini, lahsun, sonth, dhania, jeera, methi, aur vyayam/yoga.
26. Udara Roga (Abdominal Disorders / Ascites)
- ❌ AVOID: Oleation (snehana) aur sudation therapy, garishth bhojan, viruddha ahara, sea food, leafy vegetables, til, namak, zaroorat se zyada paani, din mein sona, aur walk/exercise.
- ✅ PREFER: Purgation therapy (virechana), halka khana, kulthi, moong dal, purane jau, chaach, cow/buffalo/camel/goat milk, parval, karela, sahjan, pan, lahsun, elaichi, aur castor oil.
27. Vrikka Roga (Kidney Disorders)
- ❌ AVOID: Tea, coffee, cold drinks, cold water, juices, soups, maida, besan, biscuits, bread, oily/fried/processed fast food, spicy food, non-veg, fulgobhi, arbi, bhindi, fried aloo, kaju, badam, mungfali, namak (restrict), citrus fruits, kela, urad, masur, chane ki dal, leafy veggies, adrak, lahsun, aur tamatar.
- ✅ PREFER: Gehu, laoki, tori, parval, tinda, kacha papita, boiled aloo, gajar, hing, jeera, haldi, ubala hua pyaz, dhania powder, thodi hari mirch, seb, papaya (max 100gm/day), low protein diet, sarso tel, aur sabziyon ko ubal kar banana.
28. Chhardi (Vomiting / Nausea)
- ❌ AVOID: Atyadhik, garam, oily, garishth bhojan, viruddha ahara, kunduru, tori, sarso, aur vyayam.
- ✅ PREFER: Gehu, jau, puffed rice, moong dal, honey, pickles, nariyal, jambiri nimbu, amla, aam, ber, munakka, anar, bijora nimbu, mishri, aur saunf.
29. Shoola (Colic / Abdominal Pain)
- ❌ AVOID: Viruddha ahara, rat jagna, aniyamit khana, dry ya boiled khana, thanda khana/drinks, exertion/exercise, alcohol, dal, vegon ka rokna, aur grief/stress.
- ✅ PREFER: Ubala hua doodh, parval, sahjan, karela, aam, munakka, chironji, kala namak, sea salt, aur din mein sona.
30. Vata Prakriti Diet
- ❌ AVOID: Jau, kodo, sawa, tinni, dry oats, bread, makki, sukhi sabziyan, bandh gobhi, phool gobhi, mushroom, matar, aloo, mirch, kacha tamatar, kacha pyaz, chana, kale sem, rajma, sabut masoor, bhatmash, nashpati, kacha seb, aloo bukhara, milk powder, alsi oil, alcohol, caffeinated drinks, apple juice, chocolate milk, ice tea, aur icy drinks.
- ✅ PREFER: Gehu, chawal, oats, moong dal, masur dal, cooked vegetables, chukandar, gajar, kheera, leafy vegetables, cooked onion, shakar kandi, kela, berries, cherries, angoor, nimbu, kharbuja, tarbuz, santara, aadu, ananas, plum, soaked prunes/raisins, nuts (in moderation), cow/goat milk, cheese, butter, spiced yogurt, aur seeds (alsi, sunflower, til, petha).
31. Pitta Prakriti Diet
- ❌ AVOID: Rye, dry oats, millets, makki, baingan, sarso, tamatar, kacha chukandar, khatte phal (apple, berries, cherries, green grapes, pineapple, peach, plum, lemon), kela, urad, sour curd, buttermilk, salted butter, chillies, peppers, hing, adrak, lahsun, pickles, aur vinegar.
- ✅ PREFER: Jau, chawal, cooked beets, broccoli, gajar, bandh gobhi, phool gobhi, kheera, mushroom, green beans, leafy vegetables, matar, aloo, shakar kandi, moong, masur, chana, khajoor, kharbuja, tarbuz, kishmish, sweet fruits, unsalted butter, ghee, cow/goat milk, fresh diluted yogurt, soaked almonds, coconut, sunflower/coconut/olive oil, cinnamon, dhania, saunf, aur turmeric.
32. Kapha Prakriti Diet
- ❌ AVOID: Gehu, chawal, bread, cooked oats, petha, shakar kandi, kacha tamatar, kheera, olives, kela, khajoor, angoor, santara, ananas, plum, kharbuja, soy beans, rajma, urad, butter, buffalo milk, ghee, aur curd.
- ✅ PREFER: Jau, makki atta, sawa, kodo, tinni, dry oats, tori, parval, laoki, tinda, gajar, phool gobhi, bandh gobhi, corn, broccoli, matar, sprouts, apple, cherry, pear, peach, lemon, moong, masoor, chana, chaach, aur goat milk.
